page contents Poetry With Pic: Gham hai baqi to kisi roz khushi bhi ho gi

Thursday, 28 August 2014

Gham hai baqi to kisi roz khushi bhi ho gi

Behky behky hooye andaz-e-byan hoty hain
Ap hoty hain to phir hosh kahan hoty hain

Hont paband hain mafoom byan hoty hain
Koi samjhy to ye Aansu bhi zuban hoty hain

Yaad hai teri nigahon ka badalna mujh ko
Aisy andaz qyamat mein kahan hoty hain

Kyun shab-e-gham na jalaoon teri yaadon k chiragh
Un sy roshan meri manzil k nishan hoty hain

Gham hai baqi to kisi roz khushi bhi ho gi
Phool bhi khaak k pehlu mein jawan hote hain..
 —

Photo: Behky behky hooye andaz-e-byan hoty hain
Ap hoty hain to phir hosh kahan hoty hain

Hont paband hain mafoom byan hoty hain
Koi samjhy to ye Aansu bhi zuban hoty hain

Yaad hai teri nigahon ka badalna mujh ko
Aisy andaz qyamat mein kahan hoty hain

Kyun shab-e-gham na jalaoon teri yaadon k chiragh
Un sy roshan meri manzil k nishan hoty hain

Gham hai baqi to kisi roz khushi bhi ho gi
Phool bhi khaak k pehlu mein jawan hote hain..

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments