Keep up with your favorite Poetry With Beautiful Related Wallpapers,Photos,Pics ,Pictures and access the world Best Poetry anywhere with the official Poetry With Pic Blogger.
Showing posts with label Shalwar Kameez Hot Desi Girls. Show all posts
Showing posts with label Shalwar Kameez Hot Desi Girls. Show all posts
Thursday, 18 December 2014
Sunday, 9 November 2014
Sunday, 26 October 2014
Suno Larki Meri Mano

Abhi Guriya Se Khailo Tum
Tumhari Umar Hi Kya Hai
Faqt 17 Baras Ki Ho
Abhi Masoom Bachi Ho
Nahin Maloom Abhi Tum Ko
K Jab Yeh Ishq Hota Hai
To Insaan Kitna Rota Hai
Sitaray Toot Jatay Hain
Saharay Choot Jatay Hain
Abhi Tum Nay Nahin Dekha
K Jab Sathi Bichartay Hain
Tu Kitna Dard Milta Hai
K Har Furqat K Mousam Main
Hazaron Ghum Ubhartay Hain
Hazaron Zakhm Khiltay Hain
Tuesday, 7 October 2014
Monday, 6 October 2014
Saturday, 4 October 2014
Thursday, 2 October 2014
Ghazal Main Ney Dekha Tha Unn Din'on Mai Ussey,,,
Main Ney Dekha Tha Unn Din'on Mai Ussey,,,
Jab Woh Khiltey Gulaab Jaisa Tha,,
Uss Ki Palkon Sey Neend Channti Thi,,
Uss Ka Lehja Sharaab Jaisa Tha,,
Uss Ki Zulfon Sey Bheegti Thi Ghatta,,
Uss Ka Rukh Mahtaab Jaisa Tha,,
Loug Padhtey Thy Khad-o-Khaal Uss Ke,,
Woh Adab Ki Kitaab Jaisa Tha,,
Bolta Tha Zabaan Khushboo Ki,,
Loug Sunntey Thy Dhadhkano Mai Ussey,,
Main Ney Dekha Tha Unn Din'on Mai Ussey,,,
Saari Aankhein Thi Aainey Uss Ke,,
Saarey Chehr'on Mai Inthikhaab Tha Woh,,
Sub Se Ghul Mil Ke Bhi Ajnabi Rehna,,
Ek Duniya Numaa Saraab Tha Woh,,
Khuwaab Yeh Ke Woh Haqeeqat Tha,,
Hai Haqeeqat Ke Koi Khuwaab Tha Woh,,
Dil Ki Dharti Pey Aasmaan Ki Tarah,,
Soorat-e-Saaya-o-Shab Tha Woh,,
Apni Neendein Uss Ki Nazar Hui,,
Main Ney Paaya Tha Ratt'Jaggo Mai Ussey,,
Main Ney Dekha Tha Unn Din'on Mai Ussey,,,
Main Ney Dekha Tha Unn Din'on Mai Ussey,,
Jab Woh Hans Hans Ke Baat Karta Tha,,
Dil Ke Khaimey Mai Raat Karta Tha,,
Rung Padhtey Thy Aanchal'on Mai Ussey,,
Main Ney Dekha Tha Unn Din'on Mai Ussey,,,
Yeh Magar Dair Ki Kahaani Hai,,
Yeh Magar Dard Ka Fasaana Hai,,
Uss Ke Mere Milaap Mai Haayil,,
Ab Tou Saddiyon Bhara Zamaana Hai,,
Ab Tou Yoon Hai Ke Haal Apna Bhi,,
Dasht-e-Hijraan Ki Shaam Jaisa Hai,,
Kya Khabar Inn Din'on Woh Kaisa Hai,,
Main Ney Dekha Tha Unn Din'on Mai Ussey...!! —

Dil cheer ke dikhla dain ik naam tumhara hay
Dil cheer ke dikhla dain ik naam tumhara hay
Hum ab bhe jo zinda hain ehsaan tumhara hay
Jab chhup chhup rotay hain niendon ko tarastay hain
Aisay main humain teri yaadon ka sahara hay
Kehtay hain mohabbat main jaan daitay hain dil walay
Iss rah saiy guzernay ka armaan humara hay
Ab beech sumandar main aaiy hain tau kiya sochain
Kis simt koe kishti kis simt kinara hay
Koch phool k patton main kaantay bhe tau hotay hain
Phir kiya hay ghalat jeewan hum nay jo guzara hay
Manzil he nehi paatay jo chuntay hain rah-e-ishq
Iss payar ke baazi main ik roz khasara hay
Ik rog hay tanhaie ik rog mohabbat hay
Donon ke qarabat nay ik shakhs ko maara hay
Hum dard k maron ke pooch na khaber shaukat
Din raat tarapnay main bas apna guzara hay

Khudgarz Hain Wo Log Jo Chehra Dekh Ke Mohabbat Krte Hain,,
Humein To Uske Khuloos Ne Hi______Deewana Bana Diya Tha,,
Khudgarz Hain Wo Log Jo Chehra Dekh Ke Mohabbat Krte Hain,,
Khudgarz Hain Wo Log Jo Chehra Dekh Ke Mohabbat Krte Hain,,

Saturday, 27 September 2014
Kar Sako Yaqeen Toh Bataun Tumhein.....!!!
Kar Sako Yaqeen Toh Bataun Tumhein.....!!!
Bahot Khaas , Bahot Khaas, Bahot Khaas Ho
Tum.. !!!
Tum.. !!!

Friday, 26 September 2014
Thursday, 25 September 2014
Tuesday, 23 September 2014
Bichar gaya hai jo ab us ka malaal kya karna,
Bichar gaya hai jo ab us ka malaal kya karna,
Ab us ki yaad mein jeena muhaal kya karna,
Mein janta hoon ke woh bewafa na maaney ga,
Wohi jawab miley ga, Sawal kya karna,
Tu hijar de gaya aur pyar ko bhula betha,
Woh bewafa tha ab us ka khayal kya karna,
Usey bhulana hi jaanaa teri bhalayi hai,
Dil-e-tabaah ko ab hasta haal kya karna.. —

Monday, 22 September 2014
Sunday, 21 September 2014
Friday, 19 September 2014
Mudat Sy Mara Dil Hi Ky Aabaad Nahn Hi
Honton Pay Magar Aj Bhi Koi Faryad Nhi
Ata Hai Khyalon Main Mare 1 Hi Cahra
Bas es Ky Sewa Kuch Bhi Mujhe Yad Nhi Hi
Dakha hy Ujarty Howay Kitnay Hi Ghron Ko
Kon Hy Jo Es Ishq Man Barbad Nahen
Urnay Ko Parinday Bhi Par Tool Rhay Hain
Lagta Hy Caman Main Ko Syaad Nhi Hy
Dill Jis Ki Judai Main Dhrakta Hy Sare-e-Shaam
Wo Aam Sa Chara Hy, Pari Zaad Nhi Hy
Ek Lahar Se Uthti Hy Aj Bhi Dil Man
Es Lahar Ky Uthnay K Sabab Yaad Nahn —

Subscribe to:
Posts (Atom)