page contents Poetry With Pic: Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,

Wednesday, 10 September 2014

Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,

Wo Chahto Ki Esi Misal Deta Hai,
Awargi Ko Apnayat Mai Dhal Deta Hai,

Wo Khush Kalam Hai Is Kadar,bat Karny Mai,
Ke Harf Harf Ko Husn-o-jalam Deta Hai,

Mai Uska Sath Jo Mango,zindagi Bhar Ke Liye,
Baray Haseen Tareeqy Se Wo Taal Deta Hai,

Ye Jan Kar B K Mujy Wo Pyar Nahi Karta,
Wo Dekhta Hai Yuon Hai K,uljhan Mai Daal Deta Hai,

Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,
Jawab Nigaah Se Wo Kalam Deta Hai..
 

Photo: Wo Chahto Ki Esi Misal Deta Hai,
Awargi Ko Apnayat Mai Dhal Deta Hai,

Wo Khush Kalam Hai Is Kadar,bat Karny Mai,
Ke Harf Harf Ko Husn-o-jalam Deta Hai,

Mai Uska Sath Jo Mango,zindagi Bhar Ke Liye,
Baray Haseen Tareeqy Se Wo Taal Deta Hai,

Ye Jan Kar B K Mujy Wo Pyar Nahi Karta,
Wo Dekhta Hai Yuon Hai K,uljhan Mai Daal Deta Hai,

Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,
Jawab Nigaah Se Wo Kalam Deta Hai..

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments