page contents Poetry With Pic: Safar-E-Wafa Ki Raah Men Manzil Jafa Ki Thi

Sunday 21 December 2014

Safar-E-Wafa Ki Raah Men Manzil Jafa Ki Thi

Safar-E-Wafa Ki Raah Men
Manzil Jafa Ki Thi

Kaghaz Ka Ghar Bana K Bhi
Khuwahish Hawa Ki Thi.

Jugnuo'n K Shehar Men
Taaron Say Dushmani,

Dost Chaand Tha Aur
Tamanna Subha Ki Thi,

Tum Nay Tou Ibaadat Ka
Tamasha Bana Diya,

Chahat Namaz Ki Thi
Par Aadat Qaza Ki Thi,

Men Nay Tou Zindagi Ko
Tere Naam Likha Tha,

Shayad Magar Kuch Or Hi
Marzi KHUDA Ki Thi

Dard He Dena Tha Tou
Pehlay Bata Daitay

Hum Ko Bhi Azal Say He
Tamanna Saza Ki Thi...
Photo: Safar-E-Wafa Ki Raah Men
Manzil Jafa Ki Thi

Kaghaz Ka Ghar Bana K Bhi
Khuwahish Hawa Ki Thi.

Jugnuo'n K Shehar Men
Taaron Say Dushmani,

Dost Chaand Tha Aur
Tamanna Subha Ki Thi,

Tum Nay Tou Ibaadat Ka
Tamasha Bana Diya,

Chahat Namaz Ki Thi
Par Aadat Qaza Ki Thi,

Men Nay Tou Zindagi Ko
Tere Naam Likha Tha,

Shayad Magar Kuch Or Hi
Marzi KHUDA Ki Thi

Dard He Dena Tha Tou
Pehlay Bata Daitay

Hum Ko Bhi Azal Say He
Tamanna Saza Ki Thi...

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments