page contents Poetry With Pic: Ghazal
Showing posts with label Ghazal. Show all posts
Showing posts with label Ghazal. Show all posts

Friday 22 August 2014

...Ghazal... "Pichlay Pehar Ki Raat Thi"

...Ghazal...
"Pichlay Pehar Ki Raat Thi"

"Tanhai Or Teri Yaad Thi.
"Chand Ny Mujh Sy Kaha Kon Hy.

"Main Ny Kaha Koi Saath Nahi"

"Bola Zindagi Kessi Hy.
"Main Ny Kaha Kuch Khaas Nahi.

"Bola Phir Kya Chahtay Ho.
"Main Ny Kaha Koi Aas Nhe.
Bola tum ny pyar kya ha
"main ny kaha kuch yad nhe.
"bola tumhary sth b dhoka hua
"main ny kaha aisi koi bt nhe.
"bola phr aik bat kahu tum sy.
"me ny bola koi aitraz nhe.
"bola phr tm ny zror pyar kya ha aur ab wo tmhary sth nhe... 
.

Photo: ...Ghazal...
"Pichlay Pehar Ki Raat Thi"

"Tanhai Or Teri Yaad Thi.
"Chand Ny Mujh Sy Kaha Kon Hy.

"Main Ny Kaha Koi Saath Nahi"

"Bola Zindagi Kessi Hy.
"Main Ny Kaha Kuch Khaas Nahi.

"Bola Phir Kya Chahtay Ho.
"Main Ny Kaha Koi Aas Nhe.
Bola tum ny pyar kya ha 
"main ny kaha kuch yad nhe.
"bola tumhary sth b dhoka hua
"main ny kaha aisi koi bt nhe.
"bola phr aik bat kahu tum sy.
"me ny bola koi aitraz nhe.
"bola phr tm ny zror pyar kya ha aur ab wo tmhary sth nhe...  :(
INnOcent

Tuesday 19 August 2014

Behter Hai Ke Khud Rafuu Giri Sekhun Ke Aaj Tou

Neela Mera Wajood Ghari Bhar Main Kar Gaya
Wo Zeher Ki Tarha Mere Dil Main Uter Gaya

Palkein Laraz Ke Reh Gayein Aur Deep Bujh Gaye,
Ilzaam Ab Ke Baar Bhi Aandhi Ke Ser Gaya

Ab Kis Liye Sambhaal Ke Rakhun Basaratein
Aankhon Se Khuwab Cheen Ke Jab Khuwab.ger Gaya

Us Se Bicher Ke Dil Ka Howa Hai Ajeeb Haal
Paane Ki Aarzo Gayi, Khone Ka Dar Gaya

Jab Mousamon Ne Phir se Baghawat Ki Thaan Li
Tehni Pe Phool Khilne Se Pehle Bikhar Gaya

Behter Hai Ke Khud Rafuu Giri Sekhun Ke Aaj Tou
Ghaao Khule He Choor Ke Wo Chaara.gar Gaya
 —
Photo: Neela Mera Wajood Ghari Bhar Main Kar Gaya
Wo Zeher Ki Tarha Mere Dil Main Uter Gaya

Palkein Laraz Ke Reh Gayein Aur Deep Bujh Gaye, 
Ilzaam Ab Ke Baar Bhi Aandhi Ke Ser Gaya

Ab Kis Liye Sambhaal Ke Rakhun Basaratein
Aankhon Se Khuwab Cheen Ke Jab Khuwab.ger Gaya

Us Se Bicher Ke Dil Ka Howa Hai Ajeeb Haal
Paane Ki Aarzo Gayi, Khone Ka Dar Gaya

Jab Mousamon Ne Phir se Baghawat Ki Thaan Li
Tehni Pe Phool Khilne Se Pehle Bikhar Gaya

Behter Hai Ke Khud Rafuu Giri Sekhun Ke Aaj Tou
Ghaao Khule He Choor Ke Wo Chaara.gar Gaya

Hain aabaad laakhon jahan mere dil mein

Hain aabaad laakhon jahan mere dil mein
Kabhi aao daaman-kusha mere dil mein

Utarti hai dheere se raaton ki chup mein
Tere roop ki kehkashaan mere dil mein

Ubharti hai raahon se kirnon ki lehrein
Sisakti hai parchaiyan mere dil mein

Zamane ke lab par zamane ki baatein
Meri dukh bhari daastan mere dil mein

Koi kya rahega jahan-e-fana mein
Raho to raho jaavidaan mere dil mein

【✔Join Us More Information✔】
【 http://goo.gl/kYRZcx 】
【✔ Share ✔ Like ✔ Comment ✔Tag✔】

HAr roz hamey milna har roz bichardana hy

HAr roz hamey milna har roz bichardana hy
mai raat ki parchain to subha ka chera hy
Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy
ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy
hamrah chalon mery ya rah sy hat jao
Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy
En ke hi isharon par ye raat mili hum ko
jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy
Sannatey ke shakhon par kuch zakhmi parindy hay
khamoshi bazate-khud awaz ka sehra hy
ek gond bhatakti hy sunsan pahardon mai
jab raat ke seeny mai dil mera dharakta hy
kab jany hawa es ko bikhra dy fizaon mai
khamosh darakhton par sehma howa naghma hy

Photo: HAr roz hamey milna har roz bichardana hy
mai raat ki parchain to subha ka chera hy
Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy
ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy
hamrah chalon mery ya rah sy hat jao
Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy
En ke hi isharon par ye raat mili hum ko
jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy
Sannatey ke shakhon par kuch zakhmi parindy hay
khamoshi bazate-khud awaz ka sehra hy
ek gond bhatakti hy sunsan pahardon mai
jab raat ke seeny mai dil mera dharakta hy
kab jany hawa es ko bikhra dy fizaon mai
khamosh darakhton par sehma howa naghma hy

Sunday 17 August 2014

Tere Pyaar Mein Rusva Hona Kitna Acha Lagta Hai,

Tere Pyaar Mein Rusva Hona Kitna Acha Lagta Hai, 
Qadam Qadam Par Thokar Khana Kitna Acha Lagta Hai

Roo Leta Hoon Hans Leta Hoon Tere Aane Jane Par, 
Tera ghar Mein Aana Jana Kitna Acha Lagta Hai

Main Apna Fasaana Khud Hi Kehta Sunta Rehta Hoon
Achi Yaadon Ka Duhrana Kitna Acha Lagta Hai

Tere Hi Raste Par Chalna Teri Hi Manzil Ko Jana,
Tera Hi Har Dam Gun gana Kitna Acha Lagta Hai

Jin Chashmon Ka Paani Dil Duniya Seerab Kare,
Un Chashmon Ka Paani Peena Kitna Acha Lagta Hai

Sab Logon Ki Batein Sun na Aur Chup Rehna,
Us kai Khatir Har Dukh Sehna Kitna Acha Lagta Hai

Yun To Duniya Mein Sab Batein Hoti Rehti Hain
Laikin Kuch Batoon Ka Hona Kitna Acha Lagta Hai

Saturday 2 August 2014

Lahoo Har Lafz Roota Hai —

Yea Hii Wada Liya Tha Na
Hamesha Khush Hi Rena Hai
To Dekhoo.....Dekh Loo Aaa Kar
Mairy Ankhoo Ko Dekhoo Tum
Yea Kitni Shokh Lagti Hain
Mairy Hontoo Ko Dekhoo Tum
Hameesha Muskratey Hain
Koi Bhi Gham Aghar Aya
Ussy Hans Kar Saha Main Ney
Mairy Cherey Ko Dekhoo Tum
Hamesha Purskoon Hoo Ga
Tum Sochoo Gay
Kiya Tha Main Ney Jo Tum Say
Woo Wada Kar Diya Poora
Magar Aik Baat Hai Sanam
Kabhi Joo Waqat Mil Jayee
To Mairy Shairey Parna
Tumain Mehsoos To Ho Ga
Kehain Talkhi Bhara Lehja
Kehain Pey Sard Sa Lehja
Kehain Pey Dard Ki Jheelay
Kehain Leajhy Ki Karwahat
Snooo...............
Main Khush To Hoo Lekan
Lahoo Har Lafz Roota Hai
Lahoo Har Lafz Roota Hai
 — 
Photo: Yea Hii Wada Liya Tha Na
Hamesha Khush Hi Rena Hai
To Dekhoo.....Dekh Loo Aaa Kar
Mairy Ankhoo Ko Dekhoo Tum
Yea Kitni Shokh Lagti Hain
Mairy Hontoo Ko Dekhoo Tum
Hameesha Muskratey Hain
Koi Bhi Gham Aghar Aya
Ussy Hans Kar Saha Main Ney
Mairy Cherey Ko Dekhoo Tum
Hamesha Purskoon Hoo Ga
Tum Sochoo Gay
Kiya Tha Main Ney Jo Tum Say
Woo Wada Kar Diya Poora
Magar Aik Baat Hai Sanam
Kabhi Joo Waqat Mil Jayee
To Mairy Shairey Parna
Tumain Mehsoos To Ho Ga
Kehain Talkhi Bhara Lehja
Kehain Pey Sard Sa Lehja
Kehain Pey Dard Ki Jheelay
Kehain Leajhy Ki Karwahat
Snooo...............
Main Khush To Hoo Lekan
Lahoo Har Lafz Roota Hai
Lahoo Har Lafz Roota Hai

Friday 25 July 2014

Adhori batain hi zindagi hain

Adhori batain hi zindagi hain
Wo guzari batain hi zindagi hain
Agarcha dil ki udas ujari hoi roton me
Bikhar gai hain
Kai zamanon se sari batain
Wo guzri batain
Sulagti shamon k jalte bujhte alao hi me
Pighal gai hain
Adori batain
Zaroori batain……
Yeh khushk hoti hoi raggon ki siyah qabron main neem-murda
Dassi hoi khuwahishon ke hamrah
Gondhi hoi hain
Yeh ankh ki putliyon me thak k
Khatakti palkon pe so gai hain
Tamam batain dorust janna
Tamam khadshe baja hain lekin
Har ik imkan zindagi me
Ragon me aur rooh ki zameen me
Inhi ki yaden bhatak rahi hain
Inhi ke dum se zaeef jazbon, thatharte lafzon
Bojhi tamanaon mai ramaq hai
Adhori batain hi zindagi hain
Wo guzri batain hi zindagi hain
Khayal rakhna………..!
Adhori batain bhola na dena
Wo guzri batain bhola na dena
Khayal rakhna
Khayal rakhna………..!!

Thursday 24 July 2014

Uzr any main bhi hai aur bulaty bhi nahi,

Uzr any main bhi hai aur bulaty bhi nahi,
baais-e-tark-e-mulaqat bataty bhi nahi,

khoob parda hai k chilman se lge bethe hain,
saf chupty bhi nahi samny aty bhi nahi,

dekhty hi mujhe mehfil me ye irshaad hua,
kon betha ha? isy log uthaty bhi nahi,

ho chuka qata ta'lluq to jafaen kiun hon,
jinko matlab nahi rehta wo sataty bhi nahi,

zeest se tang ho "MOHSIN" to jeety kiun ho,
jan pyari bhi nahi jan se jatay bhi nahi....
 —

Thursday 17 July 2014

Wafa isko nahi kehte


Wafa isko nahi kehte
Wafa kuch or hoti hai,
Mohbbat karne walo ki
Adaa kuch or hoti hai,
Tumhe dekha tumhe chaha
Tumhi se pyar kar bethe,
Suno pathar ke dil walo
Mohbbat aisi bhi hoti hai,
Main chahe ghum ka mara hu
Magar tumko na bhulunga,
Ke deewano ke hotho pe
Dua kuch or hoti hai,
Tadap uthegi ye duniya
Ke royega jab dil mera,
Ke dil se fir jo nikalti hai,
Badua kuch or hoti hai..

Wednesday 16 July 2014

*:::GHAZAL:::


*:::GHAZAL:::
Mai ne haq-e-Mohabbat adda kiya,
Na kabhi kisi se gila kiya,
Mujhe ajab iska sila mila,
Mujhe dil se uss ne bhula diya,
Mohabaton ki kitab ka,
Har aik varq jala diya,
Wo jo arzoo ka charagh tha,
Usay nafraton ne bujha diya,
Mujhe zakhm phir ik naya diya,
Mujhe iss Mohabbat ne kya diya.
Wo jo kehtey they tum khush raho.
Wo jo kehte thay UDASS NA HO
Wo jo kehte thay tum hansa kro,
mujhe aaj unho nay hi rula diya...!!!

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments