page contents Poetry With Pic: Deewana Kar Raha Hai

Friday 24 August 2012

Deewana Kar Raha Hai



Teri baahon mein meeli

Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaane-jahaan
Teri aadat si mujhe
Dekhun main jab tujhko toh

Tab mera din yeh dhale


Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!



Dard ka aalam hai har dum
Tere bin o mere hum dum
Aankhon mein dikhti hai maausiyan



Jahaan bhi jaaun tere bin
Badi mushkil se guzre din
Chubhti hai dil ko teri khamoshiyaan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera aa



Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!



Dhul gaye dil ke saare gum
Kushi se aankhein hai yeh namm
Zindagi mein tu meri jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh bann ke tu sama gaya
Jaan bhi teri, dil bhi tera
Tujhse hai mera sawera oo..



Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!



Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments