page contents Poetry With Pic: Ghazal
Showing posts with label Ghazal. Show all posts
Showing posts with label Ghazal. Show all posts

Monday 22 September 2014

GhÄzÄL

K0i Ghazal us k naam na h0 jaye,
Aaj likhtay likhtay Shaam na h0 jaye,
Kar rahi ho0n intezaar us k izhaar-e-M0hbbt ka,
is intezaar mein Zindgi tmaam na h0 jaye,
Nahi leti uska naam Sar-e-Aam is Darr se,
Kahin uska naam badnaam na h0 jaye,
Maangti h0on jb bhi dua t0u Yaad aata hai,
K Judai mere Pyaar ka anjaam na h0 jaye,
S0chti h0on Dartii ho0n aksar Tanhai mein,
Us k Dil mein kisi 0r ka Muqaam na h0 jaye. . .

Friday 19 September 2014

Mudat Sy Mara Dil Hi Ky Aabaad Nahn Hi

Honton Pay Magar Aj Bhi Koi Faryad Nhi

Ata Hai Khyalon Main Mare 1 Hi Cahra
Bas es Ky Sewa Kuch Bhi Mujhe Yad Nhi Hi

Dakha hy Ujarty Howay Kitnay Hi Ghron Ko
Kon Hy Jo Es Ishq Man Barbad Nahen

Urnay Ko Parinday Bhi Par Tool Rhay Hain
Lagta Hy Caman Main Ko Syaad Nhi Hy

Dill Jis Ki Judai Main Dhrakta Hy Sare-e-Shaam
Wo Aam Sa Chara Hy, Pari Zaad Nhi Hy

Ek Lahar Se Uthti Hy Aj Bhi Dil Man
Es Lahar Ky Uthnay K Sabab Yaad Nahn
 — 

Photo: Mudat Sy Mara Dil Hi Ky Aabaad Nahn Hi
Honton Pay Magar Aj Bhi Koi Faryad Nhi

Ata Hai Khyalon Main Mare 1 Hi Cahra
Bas es Ky Sewa Kuch Bhi Mujhe Yad Nhi Hi

Dakha hy Ujarty Howay Kitnay Hi Ghron Ko
Kon Hy Jo Es Ishq Man Barbad Nahen

Urnay Ko Parinday Bhi Par Tool Rhay Hain
Lagta Hy Caman Main Ko Syaad Nhi Hy

Dill Jis Ki Judai Main Dhrakta Hy Sare-e-Shaam
Wo Aam Sa Chara Hy, Pari Zaad Nhi Hy

Ek Lahar Se Uthti Hy  Aj Bhi Dil Man
Es Lahar Ky Uthnay K Sabab Yaad Nahn

Sunday 14 September 2014

Kal b hi sadiyon ki musawaat se paray the dono,

Aise toota hai tamannaon ka pindaar ke bus,
Dil ne jhele hain mohabbat mein woh aazaar ke bus

Ek jhoke mein zamane mere haathon se gaye
Is qadar tez hui waqt ki raftaar ke bus

Tu kabhi rakh ke mujhe dekh to bazaar ke beech !
Is tarah toot ke aayenge kharedaar ke bus

Kal b hi sadiyon ki musawaat se paray the dono,
Darmiyan aaj bhi parti hai woh deewar ke bus

Yeh to ek zid hai ke Mohsin mein shikayat na karun
Warna shikwe to hain itne mere yaar ke bus

Photo: Aise toota hai tamannaon ka pindaar ke bus,
Dil ne jhele hain mohabbat mein woh aazaar ke bus

Ek jhoke mein zamane mere haathon se gaye
Is qadar tez hui waqt ki raftaar ke bus

Tu kabhi rakh ke mujhe dekh to bazaar ke beech !
Is tarah toot ke aayenge kharedaar ke bus

Kal b hi sadiyon ki musawaat se paray the dono,
Darmiyan aaj bhi parti hai woh deewar ke bus

Yeh to ek zid hai ke Mohsin mein shikayat na karun
Warna shikwe to hain itne mere yaar ke bus

Friday 12 September 2014

Sajaaye Aankh Mein Furqat Khare Ho

Kisi Mehwish Se Ulfat Ho Gai Kiya?
Kahin, Khud Se Adaawat Ho Gai Kiya?

Tere Haathon Mein Parcham Ishq Ka Hai
Zamaane Se Baghawat Ho Gai Kiya?

Bohot Shereen Sukhan, Shereen Dahen Ho
Muhabbat Ek Aadat Ho Gai Kiya?

Sajaaye Aankh Mein Furqat Khare Ho
Milan Ki Aas Rukhsat Ho Gai Kiya?

Dil-e-Nadaan Ki Dharkan Barh Gai Hai
Judaai Apni Qismat Ho Gai Kiya?

Kaf-e-Afsos Kaisaa “Zain Sahib”
Lagi Dil Ki, Qayamat Ho Gai Kiya.
 
Photo: Kisi Mehwish Se Ulfat Ho Gai Kiya?
Kahin, Khud Se Adaawat Ho Gai Kiya?

Tere Haathon Mein Parcham Ishq Ka Hai
Zamaane Se Baghawat Ho Gai Kiya?

Bohot Shereen Sukhan, Shereen Dahen Ho
Muhabbat Ek Aadat Ho Gai Kiya?

Sajaaye Aankh Mein Furqat Khare Ho
Milan Ki Aas Rukhsat Ho Gai Kiya?

Dil-e-Nadaan Ki Dharkan Barh Gai Hai
Judaai Apni Qismat Ho Gai Kiya?

Kaf-e-Afsos Kaisaa “Zain Sahib”
Lagi Dil Ki, Qayamat Ho Gai Kiya.

Yeh khel mohabbat ka hai phir soch lo Arshad,

Hanste huye logon ko rulaya nahin karte,
Hum apna koi zakham dikhaya nahin karta,

Ik bar jisy apni nigahon se gira dain,
Phir us ko kabhi dil mein basaya nahin karte,

Us sakhs se mil kar mujhe ehsas hua hai,
Jo pairr barre hote hain saaya nahin karte,

Rakhte hain unhe hum sadaa seeney se laga kar,
Dukh apna kisi ko bhi sunaya nahin karte,

Yeh khel mohabbat ka hai phir soch lo Arshad,
Kho dete hain yahan sab kuch paaya nahin karte..
 
Photo: Hanste huye logon ko rulaya nahin karte,
Hum apna koi zakham dikhaya nahin karta,

Ik bar jisy apni nigahon se gira dain,
Phir us ko kabhi dil mein basaya nahin karte,

Us sakhs se mil kar mujhe ehsas hua hai,
Jo pairr barre hote hain saaya nahin karte,

Rakhte hain unhe hum sadaa seeney se laga kar,
Dukh apna kisi ko bhi sunaya nahin karte,

Yeh khel mohabbat ka hai phir soch lo Arshad,
Kho dete hain yahan sab kuch paaya nahin karte..

Wednesday 10 September 2014

Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,

Wo Chahto Ki Esi Misal Deta Hai,
Awargi Ko Apnayat Mai Dhal Deta Hai,

Wo Khush Kalam Hai Is Kadar,bat Karny Mai,
Ke Harf Harf Ko Husn-o-jalam Deta Hai,

Mai Uska Sath Jo Mango,zindagi Bhar Ke Liye,
Baray Haseen Tareeqy Se Wo Taal Deta Hai,

Ye Jan Kar B K Mujy Wo Pyar Nahi Karta,
Wo Dekhta Hai Yuon Hai K,uljhan Mai Daal Deta Hai,

Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,
Jawab Nigaah Se Wo Kalam Deta Hai..
 
Photo: Wo Chahto Ki Esi Misal Deta Hai,
Awargi Ko Apnayat Mai Dhal Deta Hai,

Wo Khush Kalam Hai Is Kadar,bat Karny Mai,
Ke Harf Harf Ko Husn-o-jalam Deta Hai,

Mai Uska Sath Jo Mango,zindagi Bhar Ke Liye,
Baray Haseen Tareeqy Se Wo Taal Deta Hai,

Ye Jan Kar B K Mujy Wo Pyar Nahi Karta,
Wo Dekhta Hai Yuon Hai K,uljhan Mai Daal Deta Hai,

Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,
Jawab Nigaah Se Wo Kalam Deta Hai..

Jis ko Tum Chaaho Wo Mohabbat Aur Jo tumhein Chaahe Us Ka Kya?

Jis ko Tum Chaaho
Wo Mohabbat Aur
Jo tumhein Chaahe Us Ka Kya?

Jis ke Liye Tum Roye
Wo Mohabbat
Jo tumare Liye Roya Uska Kya?

Jis ke Liye Tum Tarpe
Wo Mohabbat
Jo tumhare Liye Tarpa Uska Kya.?

Jis ko Tumne Chaaha
Wo Tumko Mile
Aur Jis Ko Tum Na Mile Uska Kya.?
Photo: Jis ko Tum Chaaho
Wo Mohabbat Aur
Jo tumhein Chaahe Us Ka Kya?

Jis ke Liye Tum Roye
Wo Mohabbat
Jo tumare Liye Roya Uska Kya?

Jis ke Liye Tum Tarpe
Wo Mohabbat
Jo tumhare Liye Tarpa Uska Kya.?

Jis ko Tumne Chaaha
Wo Tumko Mile
Aur Jis Ko Tum Na Mile Uska Kya.?  
pwince

Awsm Lines..:Wo Puchti Hai Mujse "Tum Mujhe

Awsm Lines..:

Wo Puchti Hai Mujse "Tum Mujhe
Itna Pyaar Kyun Krte Ho..?? "
.
Mene Kaha Ek Tamannna He
Tumhe Pane Ki..

Wo Puchti Hai "Har Waqt Kyun
Udas Rehte Ho..??''
.
Mene Kaha Koshish He Tumhe Har
Khushi Dilane Ki..

Wo Kehti Hai "Har Waqt Kyun
Sochte Ho..??"
.
Mene Kaha Aadat Ho Gai He
Tumhe Khayalo Me Apna Banane
Ki..

Wo Kehti Hai "Kabhi Chand Bhi
Chahkr Apna Hua Hai..??"
.
Mene Kaha Ek Umeed He Is Umeed
Me Zindgi Beetane Ki..

Wo Kehti Hai "Me Na Mili To..??"
.
Mene Kaha To Koshish Karunga
Zindgi Mitane Ki..

Wo Kehti Hai "Tumhe Kya Milega
Mar Kar..??"
.
Mene Kaha Ek Umeed Agle Janam
Me Tumhe Apna Banane Ki..!! 

Photo: Awsm Lines..:

Wo Puchti Hai Mujse "Tum Mujhe
Itna Pyaar Kyun Krte Ho..?? "
.
Mene Kaha Ek Tamannna He
Tumhe Pane Ki..

Wo Puchti Hai "Har Waqt Kyun
Udas Rehte Ho..??''
.
Mene Kaha Koshish He Tumhe Har
Khushi Dilane Ki..

Wo Kehti Hai "Har Waqt Kyun
Sochte Ho..??"
.
Mene Kaha Aadat Ho Gai He
Tumhe Khayalo Me Apna Banane
Ki..

Wo Kehti Hai "Kabhi Chand Bhi
Chahkr Apna Hua Hai..??"
.
Mene Kaha Ek Umeed He Is Umeed
Me Zindgi Beetane Ki..

Wo Kehti Hai "Me Na Mili To..??"
.
Mene Kaha To Koshish Karunga
Zindgi Mitane Ki..

Wo Kehti Hai "Tumhe Kya Milega
Mar Kar..??"
.
Mene Kaha Ek Umeed Agle Janam
Me Tumhe Apna Banane Ki..!!  <3
pwince

Tuesday 9 September 2014

Bichar Kay Bhi Mujhe Tum Sa Ya Badgumaani Hai

Bichar Kay Bhi Mujhe Tum Sa Ya Badgumaani Hai
Ka Meri Yaad Bhi Kabhi Tujhe To Aani Hai

Na Pooch Haal Kisi Bhi Udaas Chahray Ka
Har Aik Shakhs Ki Apni Kahani Hai

Har Aik Shahkhs Ko Apna Bana K Dekh Lia
Milain Gay Ab Na Kisi Sa Ya Dil Ma Thaani Hai

Shajar Udaas Hain Chirioon K Chah-chahay Gum Sum
Kah Teray Baad Ya Tanhaa Si Zindagaani Hai

Na Dosti Hai Sehar Sa Na Dushmani Shab Sa
Youn Hi Ya Zindagi Ab To Husan Nibhaani Hai
 
Photo: Bichar Kay Bhi Mujhe Tum Sa Ya Badgumaani Hai
Ka Meri Yaad Bhi Kabhi Tujhe To Aani Hai

Na Pooch Haal Kisi Bhi Udaas Chahray Ka
Har Aik Shakhs Ki Apni Kahani Hai

Har Aik Shahkhs Ko Apna Bana K Dekh Lia
Milain Gay Ab Na Kisi Sa Ya Dil Ma Thaani Hai

Shajar Udaas Hain Chirioon K Chah-chahay Gum Sum
Kah Teray Baad Ya Tanhaa Si Zindagaani Hai

Na Dosti Hai Sehar Sa Na Dushmani Shab Sa
Youn Hi Ya Zindagi Ab To Husan Nibhaani Hai

Bus Ishaaron Mein Baat Ki Hai Batool

Aasmaanon Ne Hum Ko Kia Na Dia ?
Dil Magar Hum Ko Be-Wafa Na Dia

Hum Zamaanay Ko Dosh Detay Rahay
Zakham Tum Ne Bhee Kuch Naya Na Dia

Ku-Ba-Ku Naachti Phiri Khushbuu
Phir Bhee Phoolon Ne Kuch Gilaa Na Dia

Khwaab Mein Ek Din Milain Ge Agar
Tum Ne Yaadon Ko Bhee Mita Na Dia

Saari Daulat Jahaan Ko Di Hai Magar
Dil Mein Rakha Howa Khudaa Na Dia

Hum Ne Ghar Ko Jalaa Hee Lena Tha
Tum Ne Acha Kiaa, Diya Na Dia

ZIndagi Se Yehi Shikaayat Hai
Hum Ko Jeenay Ka Raasta Na Dia

Saaray Manzar Thay Aas Paas Magar
Tum Ne Kiun Khwaab Se Jagaa Na Dia ?

Bus Ishaaron Mein Baat Ki Hai Batool
Koi iLzaam Barmalaa Na Dia
 
Photo: Aasmaanon Ne Hum Ko Kia Na Dia ?
Dil Magar Hum Ko Be-Wafa Na Dia

Hum Zamaanay Ko Dosh Detay Rahay
Zakham Tum Ne Bhee Kuch Naya Na Dia

Ku-Ba-Ku Naachti Phiri Khushbuu
Phir Bhee Phoolon Ne Kuch Gilaa Na Dia

Khwaab Mein Ek Din Milain Ge Agar
Tum Ne Yaadon Ko Bhee Mita Na Dia

Saari Daulat Jahaan Ko Di Hai Magar
Dil Mein Rakha Howa Khudaa Na Dia

Hum Ne Ghar Ko Jalaa Hee Lena Tha
Tum Ne Acha Kiaa, Diya Na Dia

ZIndagi Se Yehi Shikaayat Hai
Hum Ko Jeenay Ka Raasta Na Dia

Saaray Manzar Thay Aas Paas Magar
Tum Ne Kiun Khwaab Se Jagaa Na Dia ?

Bus Ishaaron Mein Baat Ki Hai Batool
Koi iLzaam Barmalaa Na Dia

Kisay dil say shaukat juda krain kisay dil main apnay panah dain

Na he ibteda pay udaas hon na he inteha pay malaal hay
Bina wasl kaisay guzer gaie mera zindagi say sawaal hay

Tujhay poojnay main guzaar dein main nay sadiyan lail-o-nahar ke
Teray ishq say bandhi hay jo meri chah laa zawaal hay

Meri chahaton say baikhaber tou waadiyun main khhoo gaya
Teri yaad ka ik qaafla meri zaat main badhaal hay

Kaie uljhanoN say sujee hoe meri zindagi ke lakeer main
Kehin qarbay mazi-o-hal hay kehin moj-e-dard-e-wisaal hay

Kabhi khawhishon ke talab mujhay kabhi baiyaqeeni ka dar mujhay
Mera nafs jis simt bhe chalay wohi rusta mera zawaal hay

Teray aks main pinhaan hon main teray dard say jurda hon main
Tujhay soochna tau azeem hay tujhay pana kasb-e-muhaal hay

Kehin ishq hay kehin nuferatain kehin baibasi ke udaasiyaN
Yehi zindagi ke hain raahatain yehi zindagi ka wabaal hay

Kisay dil say shaukat juda krain kisay dil main apnay panah dain
Issi kashmakash main jeeye chalo yehi bandage ka Jamaal hay
 —
Photo: Na he ibteda pay udaas hon na he inteha pay malaal hay

Saturday 6 September 2014

Meray Muskan Ke Chaukhat Per Tum Aa Kar Laut Jaatay Ho

Meray Muskan Ke Chaukhat Per Tum Aa Kar Laut Jaatay Ho
Qadam Laatay Nehi Aagaiy Kaho Ab Kyun Satatay Ho

Tumhari Chaap-e-paa Sunn Kar Hum Othh Kar Baith Jaatay Hain
Batao Neind Sai Hum Ko Tum Aisay Kyun Jagatay Ho

Abhi Tau Hum Nai Seekha Hai Furqat Main Saber Karna
Humaray Saber Ke Manzil Ko Itna Kyun Hilatay Ho

Tumhain Hum Sai Mohabat Hai Gila Hai Yaa Shikayat Hai
Ye Khud He Faisla Karlo Humain Kyun Aazmatay Ho

Bardi Mushkil Sai Rakha Hai Qadam Hum Nay Zamanay Main
Meray Mohsin Meri Koshish Ko Mushkil Kyun Banatay Ho

Sada Hum Nay Tumhari Zeest Mai Dhoondi Jaga Apni
Ab Apnay Dil K Derwazay Ko Khula Kyun Dikhatay Ho

Tumhi Nai Taud Dalaiy Thhay Subhi Rishtay Mohabat K
Na Mehrum Ban K Jeenay Ka Saleeka Kyun Sikhatay Ho

Shaukat Qaid Karlo Ab Khod Ko Tum Faseelon Main
Bheri Duniya Ko Apna Tum Tamasha Kyun Dikhatay Ho

Photo: Meray Muskan Ke Chaukhat Per Tum Aa Kar Laut Jaatay Ho

Thursday 4 September 2014

Hum Ne Tou Intezaar Kar Daala……..!

Khaak Dil Ka Diyaar Kar Daala
Phir Se Seena Fugaar Kar Daala

Aur Kitnay Diye Jalao Ge ?
Ghar Ko Tum Ne Mazaar Kar Daala

Phir Hawaaon Se Dosti Karli
Phir Se Dil Daagdaar Kar Daala

Ye Mohabbat Thi Khaas Shay Jis Ka
Tum Ne Kaarobaar Kar Daala

Phir Se Dil Haath Se Gaya Dekho
Phir Mohabbat Ka Waar Kar Daala ???

Wo Jo Basti Basaa Ke Bhool Gaya
Hum Ne Tou Os Se Pyaar Kar Daala

Dil Ko Pehluu Mein Le Le Ke Phirta Hai
Keh Raha Tha Nisaar Kar Daala

Tum Ne Furqat Ke Saaray Lamhon Ko
Zindagi Mein Shumaar Kar Daala

Jo Hawaon Pe Pair Rakhtay Thay
Khaak Ne Khaaksaar Kar Daala

Hum Ne Khusbuu Ki Justuju Mein Batool
Kiun Muqaddar Ko Daar Kar Daala ?

Ab Na Aaya Tou Phir Balaa Se Batool
Hum Ne Tou Intezaar Kar Daala……..!
 
Photo: Khaak Dil Ka Diyaar Kar Daala
Phir Se Seena Fugaar Kar Daala

Aur Kitnay Diye Jalao Ge ?
Ghar Ko Tum Ne Mazaar Kar Daala

Phir Hawaaon Se Dosti Karli
Phir Se Dil Daagdaar Kar Daala

Ye Mohabbat Thi Khaas Shay Jis Ka
Tum Ne Kaarobaar Kar Daala

Phir Se Dil Haath Se Gaya Dekho
Phir Mohabbat Ka Waar Kar Daala ???

Wo Jo Basti Basaa Ke Bhool Gaya
Hum Ne Tou Os Se Pyaar Kar Daala

Dil Ko Pehluu Mein Le Le Ke Phirta Hai
Keh Raha Tha Nisaar Kar Daala

Tum Ne Furqat Ke Saaray Lamhon Ko
Zindagi Mein Shumaar Kar Daala

Jo Hawaon Pe Pair Rakhtay Thay
Khaak Ne Khaaksaar Kar Daala

Hum Ne Khusbuu Ki Justuju Mein Batool
Kiun Muqaddar Ko Daar Kar Daala ?

Ab Na Aaya Tou Phir Balaa Se Batool
Hum Ne Tou Intezaar Kar Daala……..!

Monday 1 September 2014

Ghazal Bouhat Be.His Si Larki Hai

Bouhat Be.His Si Larki Hai
Sada Khaamosh Rehti Hai
Bouhat Kam Muskurati Hai
Nami Ankhon Mai Rehti Hai
Bouhat Souchon Mai Rehti Hai
Basi Ankhon Main Veerani
Chupi Chehre Pe Hairani
Agar Koi Jo Kuch pooche
Jawabi Baat Kehkar Phir
Yunhi Khamosh Rehti Hai
Bari Be.Hiss Si Larki Hai
Khud He Main Gum Rehti Hai
Ye Kuch Maghroor Larki Hai
Ye Baatein Sun Ke Us Larki Ko
Phir Kuch Yaad Aata Hai
Kabhi Ye Loug Kehte Thy
Bari Chanchal Si Larki Hai
Humesha Muskurati Hai
Aur Akser Gungunati Hai.

Friday 29 August 2014

Bharosa Toot Janay Se Zara Pahlay Bata Daina

Bharosa Toot Janay Se Zara Pahlay Bata Daina
Mujhay Tum Azmanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Kisi Heelay Bahanay Se Zara Pahlay Bata Daina
Ke Mujhko Tum Bholanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Zamin Ke Rait Pe Tumne Mohabbat Se Likhi Thi Jo
Woh Tahrerain Mitanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Mairay Dilber Ke Is Dill Par Main Rakh Loon Zabt Ka Pathar
Suno Daman Churanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Kisi Bhi Mor Pe Bura Pao Agar Mujhko
Bharosa Toot Janay Se Zara Pahlay Bata Daina.
 
Photo: Bharosa Toot Janay Se Zara Pahlay Bata Daina
Mujhay Tum Azmanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Kisi Heelay Bahanay Se Zara Pahlay Bata Daina
Ke Mujhko Tum Bholanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Zamin Ke Rait Pe Tumne Mohabbat Se Likhi Thi Jo
Woh Tahrerain Mitanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Mairay Dilber Ke Is Dill Par Main Rakh Loon Zabt Ka Pathar
Suno Daman Churanay Se Zara Pahlay Bata Daina

Kisi Bhi Mor Pe Bura Pao Agar Mujhko
Bharosa Toot Janay Se Zara Pahlay Bata Daina.

Thursday 28 August 2014

Chand kI simat Nazar Jaye To Kya Hota Hy .

Chand kI simat Nazar Jaye To Kya
Hota Hy
.
Raat Ksi Ki Yad Mai guzar Jaye to
Kya hota Hy,
.
Kitni Masom Ada Se woh Muj Sy
Pochta Hy,
.
Jab KOi diL Me utar Jaye tw Kya
Hota Hy'
.
Mere Moula FaQat Itna Pata Lag
Jaye USko
.
Insan Jeete Ji Mar Jaye To kya
Hota Hy.
.
Koi Anjan Se Shakhs kA kisi
Pichle Pehar
.
Aks Ankhon Me tHehar Jaye To
Kya HOta Hy..
.
DaRd De k Mujhe WOh Hansta
Raha ur boLa
.
DarD Jab Had Se Guzar Jaye to
Kya hota Hy.
 —
Photo: Chand kI simat Nazar Jaye To Kya 
Hota Hy 
.
Raat Ksi Ki Yad Mai guzar Jaye to
Kya hota Hy,
.
Kitni Masom Ada Se woh Muj Sy
Pochta Hy,
.
Jab KOi diL Me utar Jaye tw Kya 
Hota Hy'
.
Mere Moula FaQat Itna Pata Lag 
Jaye USko 
.
Insan Jeete Ji Mar Jaye To kya 
Hota Hy.
.
Koi Anjan Se Shakhs kA kisi 
Pichle Pehar
.
Aks Ankhon Me tHehar Jaye To 
Kya HOta Hy..
.
DaRd De k Mujhe WOh Hansta 
Raha ur boLa 
.
DarD Jab Had Se Guzar Jaye to 
Kya hota Hy.

Samajh saka na isharay wo meri aankhon kay...

Samajh saka na isharay wo meri aankhon kay...

Main thak chuki hun izhar karte karte....
 —
Photo: Samajh saka na isharay wo meri aankhon kay... 

Main thak chuki hun izhar karte karte....

Ik Yehi Roshni Imkaan Mein Hai

Ik Yehi Roshni Imkaan Mein Hai
TU Abhi Tak Dil-e-Veeran Mein Hai

Shor Barpa Hai Teri Yaadon Ka
Ronaq-e-Hijr Bayabaan Mein Hai

Pyaar Aur Zindagi Se Lagta Hai
Koi Zinda Dil Be-Jaan Mein Hai

Aaj Bhi Tere Badan Ki Khushbu
Tere Bhaijay Howay Guldaan Mein Hai

Zindagi Bhi Hai Meri Aankhon Mein
Mout Bhee Deeda-e-Hairaan Mein Hai

Dil Abhi Niklaa Nahi Seenay Se
Ik Qaidi Abhi Zindaan Mein Hai
 —
Photo: Ik Yehi Roshni Imkaan Mein Hai
TU Abhi Tak Dil-e-Veeran Mein Hai

Shor Barpa Hai Teri Yaadon Ka
Ronaq-e-Hijr Bayabaan Mein Hai

Pyaar Aur Zindagi Se Lagta Hai
Koi Zinda Dil Be-Jaan Mein Hai

Aaj Bhi Tere Badan Ki Khushbu
Tere Bhaijay Howay Guldaan Mein Hai

Zindagi Bhi Hai Meri Aankhon Mein
Mout Bhee Deeda-e-Hairaan Mein Hai

Dil Abhi Niklaa Nahi Seenay Se
Ik Qaidi Abhi Zindaan Mein Hai

Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi

Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi
Kabhi tum na samnay aa sakay, kabhi mujh pay gard pari rahi

Woh ajeeb shaam thi,aaj tak meray dil mein uss ka malal hai
Meri tarah jo teri muntazir, teray rastay mein khari rahi

Kabhi waqf-e-hijr main ho gaei,kabhi khwab-e-wasl mein kho gaei
Main faqeer-e-ishq bani rahi, main aseer-e-yaad huwi rahi

Bari khamshi say sarak kay phir meray dil kay gird lipat gaei
Woh rida-e-abr-e-sfed jo sar-e-kohsar tani rahi

Hue uss say jabb meri baat bhi,thi shareek-e-dard woh zaat bhi
Toh na janay kon c cheez ki meri zindgi mein kami rahi?????????
 —
Photo: Main tumharay aks ki aarzoo mein bass aayina hi bani rahi
Kabhi tum na samnay aa sakay, kabhi mujh pay gard pari rahi

Woh ajeeb shaam thi,aaj tak meray dil mein uss ka malal hai
Meri tarah jo teri muntazir, teray rastay mein khari rahi

Kabhi waqf-e-hijr main ho gaei,kabhi khwab-e-wasl mein kho gaei
Main faqeer-e-ishq bani rahi, main aseer-e-yaad huwi rahi

Bari khamshi say sarak kay phir meray dil kay gird lipat gaei
Woh rida-e-abr-e-sfed jo sar-e-kohsar tani rahi

Hue uss say jabb meri baat bhi,thi shareek-e-dard woh zaat bhi
Toh na janay kon c cheez ki meri zindgi mein kami rahi?????????

Koi kamzor sa lamha hun. bhulade mujhko.

Yad karke mujhe taklif he hoti hogi,
Aik qisa hoon purana sa bhula de mujhko.

Doobte doobte awaz teri sun jaun.
Akhri baar tu sahil se sada de mujhko.

Main tere hijr main chup chaap na mar jaun kahin.
Main hoon sakte main kabhi aake rula de mujhko.

Dekh main hogaya badnam kitabon ki tarah.
meri tasheer na kar ab tu jala de mujhko.

Roothna tera meri jaan lie jata hai.
Aese naraz na ho haske dikhade mujhko.

Aur kuch bhi nahi manga mere malik tujhse.
Uski galion main pari khak banade mujhko.

Log kehte hain ke ye ishq nigal jata hai.
Main bhi is ishq mani aya hun, dua de mujhko.

Yahi oqat hai meri tere jeevan main ke main.
Koi kamzor sa lamha hun. bhulade mujhko.
 
Photo: Yad karke mujhe taklif he hoti hogi,

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments